New year 2018 wishes and shaayari:
dosto haar saal {year} 20 december ke baad new year wishing shuru ho jaati hai aur log internet search engine par shaayari aur wishes doodhne lagate hain to dosto is baat ko dhyaan me rakhte hue ham ye post likh rahe hain hame aasha hi nahi balki pura vishwaas hai ki shaayari aapko pasand aayegi. to chaliye dosto shuru karte hain.
1.
puraana saal sabse ho raha hai door
puraana saal sabse ho raha hai door
kya kare yahi hai kudrat ka dastoor
purani yaade sochkar udaas naa hona tum
naya saal aaya hai
dhoom machaale dhoom machaale dhoom.
2.
december ki last night
kare sabko delight
pakdo january ki flight
aur dhoom machao all sight.
3.
bande hain hum uske
ham pe kis ka jaal
jaa raha hai december
aa raha hai naya saal.
4.
har saal aata hai har saal jaata hai
is naye saal me aap ko wo sab mile
jo aapka dil chaahata hai.
5.
jahaan aap jaaye waha se kare fly all tier
sab log aapko hi maane apna dear
aapki har raah ho always clear ......aur
khuda de aapko ek jhakaas new year.
6.
sabke dillon me ho sabke liye pyaar
aane wala har din laaye khusiyon ka tyohaar
is ummid ka saath aao bhool ke saare gam
new year ko ham sab kare welcome.
to dosto wish you a very happy new year aur ha is post ko share karna naa bhulein . hamare blog ko agar abhi tak aapne nahi subscribe kiya hai to kar lein.
dhan
No comments:
Post a Comment