Best hindi kavita "ahista chal jindagi":
dosto aaj main aapke liye funny kahani se thoda hatkar ek hindi kavita ki small rachana lekar aaya hu mujhe umeed hi nhi balki pura vishwaas hai ki ye kavita aap logon ko jarur pasand aayegi .to chaliye dosto kavita ki or:
ahista chal jindagi:
ahista chal jindagi
kai karz chukaana baaki hai
kuchh dard mitaana baaki hai
kuchh farz nibhaana baaki hai
raftaar me tere chalane se
kuchh rooth gaye kuchh chhut gaye
roothon ko manaana baaki hai
rooton ko hasaana baaki hai
kuchh ristey bankar toot gaye
kuchh judte judte chhut gaye
un chhute tute rishton ke
jakhmo ko mitaana baaki hai
kuchh hasrate abhi adhuri hai
kuchh kaam abhi jaruri hain
jivan ki uljhi paheli ko
pura suljhaana baaki hai
jab saason ka tham jaana hai
tab kya khona kya paana hai
par man ke jiddi bachhe ko
yah baat bataana baaki hai
ahista chal jindagi abhi
kai karz chukaana baaki hai
kuchh dard mitaana baaki hai
kuchh farz nibhaana baaki hai.
dhanyawaad dosto pasand aayi hogi yah kavita to share aur comment rukne nahi chaahiye dosto is creation ko khub share kare tab tak ke liye dhanywaad milte hain agli post me.
share share share share share share share share share please.
ahista chal jindagi:
ahista chal jindagi
kai karz chukaana baaki hai
kuchh dard mitaana baaki hai
kuchh farz nibhaana baaki hai
raftaar me tere chalane se
kuchh rooth gaye kuchh chhut gaye
roothon ko manaana baaki hai
rooton ko hasaana baaki hai
kuchh ristey bankar toot gaye
kuchh judte judte chhut gaye
un chhute tute rishton ke
jakhmo ko mitaana baaki hai
kuchh hasrate abhi adhuri hai
kuchh kaam abhi jaruri hain
jivan ki uljhi paheli ko
pura suljhaana baaki hai
jab saason ka tham jaana hai
tab kya khona kya paana hai
par man ke jiddi bachhe ko
yah baat bataana baaki hai
ahista chal jindagi abhi
kai karz chukaana baaki hai
kuchh dard mitaana baaki hai
kuchh farz nibhaana baaki hai.
dhanyawaad dosto pasand aayi hogi yah kavita to share aur comment rukne nahi chaahiye dosto is creation ko khub share kare tab tak ke liye dhanywaad milte hain agli post me.
share share share share share share share share share please.
No comments:
Post a Comment